Sabtu, 23 Februari 2013

kuch-kuch hota hai

Aa aa.......aa.....aa........
Tum paas aaye...,yun muskuraaye....(2)
Tum ne najaane kya,sapne dikhaye
Tum paas aaye..,yun muskuraaye
Tum ne najaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karu haai..,kuch kuch hoya hai.......(2)

Tum paas aaye...,yun muskyraaye
Tum ne najaane kya,sapne dikhaaye
Ab to mera dil,jaage na sota hai
Kya karu haai..,kuch kuch hota hai....(2) Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai,kya pyaas hai
Kya nasha is pyar ka
Mujhpe sanam..,chaane laga
Koi na jaane kyun chain khota hai
Kya karoon haai..,kuch kuch hota hai..
Kya karoon haai..,kuch kuch hota hai..
Aa...aaa.....aaa.....
Hey hey......hmm....hmm......
Aaa..........aaa................aaaa Kya rang laayi,meri dua
Yeh ishq najaane kaise hua
Bechainiyon mein chain,najaane kyun aane laga
Tanhaaiyon mein dil yaadein sanjota hai
Kya karu haai..,kuch kuch hota hai....(2)

Tum paas aaye,yun muskuraaye
Tum ne najaane kya,sapne dikhaaye...(2)
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karu haai..,kuch kuch hota hai....(2)

koi mil gaya lirik

Lirik Lagu Koi Mil Gaya Lyrics

Koi Mil Gaya, Koi Mil Gaya…
Mujhko Kya Hua Hai, Kyun Maein Kho Gaya Hoon
Paagal Tha Maein Pehle, Ya Ab Ho Gaya Hoon
Behki Hain Nigaahen Aur Bikhre Hain Baal
Tumne Banaaya Hai Kya Apna Yeh Haal
Koi Mil Gaya, Mera Dil Gaya
Kya Bataaun Yaaron, Maein To Hil Gaya
Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya, Mil Gaya…
Jaane Kya Ho Gaya Hai Mujhe
Deewana Log Kehne Lage
Yeh Deewangi Hai Kya
Hamein Bhi To Ho Pata
Tumko Kya Ho Gaya
Arey Kal Tak Mujhko Sab Hosh Tha
Dil Maein Khushiyon Ka Josh Tha
Phir Yeh Bechaini Hai Kyun
Phir Yeh Betaabi Hai Kyun
Kya Koi Kho Gaya
Koi Mil Gaya…
Baadal Bankar Kaun Aa Gaya
Kaun Hai Jo Dil Pe Yoon Chha Gaya
Chaahoon Ki Bataaun Maein
Phir Bhi Keh Na Paaun Maein
Naam Uska Hai Kya
O Naam Na Lo Par Kuch To Kaho
Halka Sa Koi Ishaara To Do
Meri Aankhon Mein Hai Woh
Meri Saanson Mein Hai Woh
Aur Kahun Tumse Kya
Koi Mil Gaya…